Mai tera saya hu..😐



Main waqt nahi jo badal jaun
Main woh shaam hoo jo roz lout kar aaun
Ban chuka hoo dard ab main tere dil ka
Jab jab sochega mere bare me tab tab badta jaun
Mujhe aam na kar tu apni mehfil me
Main raaz bankar tere dil me dafan ho jaun
Akela na samjhna tu khud ko is zahan me
Main tere saya hoo koi badal nahi jo baraskar lout jaun.....

Comments

Post a Comment